Abhi kuch sawalon ka aana Baki hai,
Haan ya na mein Jawabon ka aana baki hai,
Ai raat zara ahista chal.... Waqt mukarar hua hai,
abhi khwabon mein kisi ka milne aana baki hai.
Dil ko sukun mile aisi kuch dawa kar,
sabhi ko mile pyar aisi dua kar,
kuch hame bhi haq hai hansne muskurane ka
So le abhi ke baad mein INTEZAAR lamba Baki hai.

..............................................................................
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें